Spanish mosque - Hyderabad Secunderabad entry timing location (Hindi) Hyderabad hamesha he se apne Adab, mahmaan nawazi, biryani, aur architecture, se Jana jata hai Issi architecture me Spanish mosque bhi shamil hai is masjid ki khoobsurti dekhte he Banti hai ek sadi purani masjid. Jo har dhram k logo k liye hamesha welcome karti hai. Masjid 112 saal purani hai Jo paigah family ne banwai thi Jo Hyderabad Nizam k kattar wafadar aur senapati thei. Sir viquar -ul-umra ne 1887 me apne European tour k douran moorish architecture se prabhavit ho kar 1906 me banwaya tha. Masjid ka sang bunyad 5th paigah Amer, HE nawab Mohammed fazaluddin Khan, Iqbal ud doula, Sir Viqar-ul-Umra, 1900 aur (1902) me inki sudden death ki wajah se nawab sultan UL mulk, jo inke waris aur bade bete thei Princess Jahandarunissa Begum, paigah k 6th Ameer ne mukammil Kiya, Spanish mosque ka doosra Naam Masjid Iqbal Ud Daula ya...
Paigah tombs Hyderabad- entry timing location (Hindi)
Paigah Tombs, Hyderabad k ilaqe santosh nagar me waqe hai Jo owaisi hospital k samne gali me hai.
Ye paigah family shams-ul-umra se taluk rakhte hai Jo 7th nizam mir usman Ali k kattar wafadar thei iske sath he wo nizam k senapati bhi thei. Jinka muqaam 7th nizam k baad 2nd muqaam rutba rakhte hai.
Paigah tombs me Abu al fateh tegh Jung Bahadur aur unke khandan k aur khaas nazdiki logo k maqbare hai. Paigah k qaandaan 18 v sadi k Sabse taqatvar aur reputation khandano me se thei jo islam k doosre qalifa Syedna Umar (rz) k vanshaj thei. Inki jageer ka area 4000 sq miles tha, ye Abdul Fateh Khan Tegh Jung inke aaba o ajdaat thei jo Asif Jah k Sath Hyderabad Deccan aae thei, inhone paigah sharafat ki bunyaad Rakhie 2nd Nizam ki khidmat ki, Jisne 1760 and 1803 tak hukumat ki,
Paigah tombs me ek ussi waqt ki masjid bhi Jo kafi khoobsurat hai is masjid me 150 logo k namaz padhne ki jagah moujood hai.
timing: 24/7= subah 10:00 baje se Shaam 6:00 baje tak
Bus service: aap agar bus service travel karne Jana chahate ho to aapko phisal Banda, owaisi hospital par utarna hoga.
Aapko iske liye buses koti, charminar bus depot, Attapur, uppal, Secunderabad, Waqera se mil jaegi.
Tombs dekhne k liye aapko approximately 1 se 1:30 hours lagege.
Location: phisal Banda, santosh nagar, opposite owaisi hospital, hyderabad-telangana, India.
Paigah Tombs, Hyderabad k ilaqe santosh nagar me waqe hai Jo owaisi hospital k samne gali me hai.
Ye paigah family shams-ul-umra se taluk rakhte hai Jo 7th nizam mir usman Ali k kattar wafadar thei iske sath he wo nizam k senapati bhi thei. Jinka muqaam 7th nizam k baad 2nd muqaam rutba rakhte hai.
Paigah family ki detail.
Paigah khandan k wanshanj Abu al fateh tegh Jung Bahadur. Burhanpur me paida huwe phir Hyderabad hijrat karke aae Inhe nawabi khitaab se nawaza gaya sath he salabat Jung ki taraf se 1756 me Saltanat ki difa k liye muqarar kiya gaya.Paigah tombs me Abu al fateh tegh Jung Bahadur aur unke khandan k aur khaas nazdiki logo k maqbare hai. Paigah k qaandaan 18 v sadi k Sabse taqatvar aur reputation khandano me se thei jo islam k doosre qalifa Syedna Umar (rz) k vanshaj thei. Inki jageer ka area 4000 sq miles tha, ye Abdul Fateh Khan Tegh Jung inke aaba o ajdaat thei jo Asif Jah k Sath Hyderabad Deccan aae thei, inhone paigah sharafat ki bunyaad Rakhie 2nd Nizam ki khidmat ki, Jisne 1760 and 1803 tak hukumat ki,
Paigah tombs me ek ussi waqt ki masjid bhi Jo kafi khoobsurat hai is masjid me 150 logo k namaz padhne ki jagah moujood hai.
Paigah tombs ki entry timing, location, bus services,
Tombs me koi entry fee nahi hai.timing: 24/7= subah 10:00 baje se Shaam 6:00 baje tak
Bus service: aap agar bus service travel karne Jana chahate ho to aapko phisal Banda, owaisi hospital par utarna hoga.
Aapko iske liye buses koti, charminar bus depot, Attapur, uppal, Secunderabad, Waqera se mil jaegi.
Tombs dekhne k liye aapko approximately 1 se 1:30 hours lagege.
Location: phisal Banda, santosh nagar, opposite owaisi hospital, hyderabad-telangana, India.
Comments
Post a Comment