Spanish mosque - Hyderabad Secunderabad entry timing location (Hindi) Hyderabad hamesha he se apne Adab, mahmaan nawazi, biryani, aur architecture, se Jana jata hai Issi architecture me Spanish mosque bhi shamil hai is masjid ki khoobsurti dekhte he Banti hai ek sadi purani masjid. Jo har dhram k logo k liye hamesha welcome karti hai. Masjid 112 saal purani hai Jo paigah family ne banwai thi Jo Hyderabad Nizam k kattar wafadar aur senapati thei. Sir viquar -ul-umra ne 1887 me apne European tour k douran moorish architecture se prabhavit ho kar 1906 me banwaya tha. Masjid ka sang bunyad 5th paigah Amer, HE nawab Mohammed fazaluddin Khan, Iqbal ud doula, Sir Viqar-ul-Umra, 1900 aur (1902) me inki sudden death ki wajah se nawab sultan UL mulk, jo inke waris aur bade bete thei Princess Jahandarunissa Begum, paigah k 6th Ameer ne mukammil Kiya, Spanish mosque ka doosra Naam Masjid Iqbal Ud Daula ya...
Mount opera theme park
Hyderabad se qareeb 26km ki doori par waqe ek water park hai jo Vijayawada highway road par hai.
jo tafreeh k liye BADIYA jagah hai is park me water
Rides aur tafreehi muqarar hai family's k enjoyment k liye perfect place jo Ramoji film city se sirf 4 km ki doori par hai,Mount Opera. Me water rides, view poll, rock garden, rain dance jaise mazedaar Khel hai mount opera, 55 acre land par phaila huwa hai.
Iske ilawa is park me aur attraction k Khel striking cars, go-karting, Columbus, giant wheel, swimming pools, merry cups, jumping frogs, toy train,bhi hai.
Mount opera, air polluted free muqaam par moujood hai jaha Sara din guzarne k liye perfect jagah hai.ye park subah 11 baje se Shaam 6 baje tak rahta hai.
Mount opera ki entry fee hai adult ₹435. Children ₹330. Senior citizens ₹150. Hai.

Comments
Post a Comment