Spanish mosque - Hyderabad Secunderabad entry timing location (Hindi) Hyderabad hamesha he se apne Adab, mahmaan nawazi, biryani, aur architecture, se Jana jata hai Issi architecture me Spanish mosque bhi shamil hai is masjid ki khoobsurti dekhte he Banti hai ek sadi purani masjid. Jo har dhram k logo k liye hamesha welcome karti hai. Masjid 112 saal purani hai Jo paigah family ne banwai thi Jo Hyderabad Nizam k kattar wafadar aur senapati thei. Sir viquar -ul-umra ne 1887 me apne European tour k douran moorish architecture se prabhavit ho kar 1906 me banwaya tha. Masjid ka sang bunyad 5th paigah Amer, HE nawab Mohammed fazaluddin Khan, Iqbal ud doula, Sir Viqar-ul-Umra, 1900 aur (1902) me inki sudden death ki wajah se nawab sultan UL mulk, jo inke waris aur bade bete thei Princess Jahandarunissa Begum, paigah k 6th Ameer ne mukammil Kiya, Spanish mosque ka doosra Naam Masjid Iqbal Ud Daula ya...
Jalavihar water park- Hyderabad ticket cost location (Hindi)

Kya aap ek water amusement park ki talash me hai. To aapke liye shaher hyderabad me jalavihar water park moujood hai Jo aapke weekend ko yadgar banane aur sari family ko ek hamesha yaad rah Jane wale manoranjan faraham karta hai.
Ye water park nicklece road par waqe hai jaha shaher ka Jana mana park sanjeeviah park bhi moujood hai.

Kya aap ek water amusement park ki talash me hai. To aapke liye shaher hyderabad me jalavihar water park moujood hai Jo aapke weekend ko yadgar banane aur sari family ko ek hamesha yaad rah Jane wale manoranjan faraham karta hai.
Ye water park nicklece road par waqe hai jaha shaher ka Jana mana park sanjeeviah park bhi moujood hai.
Jalavihar water park me moujood water rides aur doosre khel
Jalavihar water park. Me Magic Show_ Inflatable Bouncy Castle, Target shooting, Blind football, Rope climbing, comedy show, Kai Kids adventure games. Aur Wave pool, SPL DJ Rain Dance bollywood dance trainer k sath, Body Slide, Twister Slide, Mat ride, Single Tube ride, Pendulum,Double Tube ride, aur Ladies pool bhi moujood hai.
Jalavihar water park me main 2 zone hai 1) party zone. 2) entertainment zone. Dono bhi kafi sare Manoranjan khelo se bharpoor hai.
Saal 2000 me poorv Andhra Pradesh cm N Chandra Babu Naidu ne jalavihar k liye 12.5 acre Zameen alot ki thi jis par r.j Rao k Sath milkar muqami tourism authority ne banaya jiski lagat 200 million aai.
Is park ka innougiration 20 may 2007 me huwa.
Jalavihar water park. Poore family k liye apni chutti guzarne ka ek BADIYA jagah hai jo
Department of horticulture ki taraf se prize bhi le Chuka hai.
Iske ilawa doosre muqtalif khelo k liye alag se paid karna hai jaise cricket, Bungee jump, scary house, Bumper car waqera.
Jalavihar water park ka entry timing, ticket cost, location, bus services.
Is water park tak pohochne k liye aapko bus dilsukhnagar, koti, Secunderabad, begumpet, hi-tech city, abids, afzal gunj, etc Se mil jaegi.
Is water park me aapko ghoomne k liye approximately 6-7 hours lag jaege.
Entry fee: 3 feet ya uske upar ki hight wale k liye ₹400 aur 3 feet se Kam bache k liye ₹300.
Timing: Hafte k saato din (7 days)
Subah 11:00 se Shaam 7:00 baje tak.
Address: necklace road, hussain sagar, Hyderabad, telangana, 500063
Comments
Post a Comment